Monday, 24 April 2017

Graho Ke Upay by Our Best Astrologer Arun Kumar Ji

Hmari sor mandal me vasie to bahut se greh hai par in may se 9 greh hi aise jo manushy ke jivan par prabhav dalte hai. Manushya ki Kundli me in nav graho ka bhut hi jada prabhav hai. Manushya ki Kundli jab bhi dekhte hai to astrologers Kundli par padne vale greho ke prabhav ko dekhte hai. Aaj hmre best astrologer Arun Kumar ji apko greho par padne vale prabhav ko kam krne ke kuch upay btayege. 



* Surya jab janam Kundli me buri sthiti me pada ho or surya dvara pradardhit bato se hani ho rhi ho, jaise ki dil ko kashat ho, rajdarbar se preshani ho, aankho me kashat ho, dil ka dora ho, pet ki bimariya ho, haddiyo ki koi takleef ho to us samay gud ka daan krna, gehu ka daan krna, lal rang ka tamba daan krna athva yagya krna shubh hota hai. 

* Surya satve bhaav me praya bura mana gya hai kyuki satva bhav tula rashi ka hai, joki surya ke liye nich rashi hai. Aisi sthiti me yadi surya satve bhav me sthit hokar bura fal de rha hai to is upay ko kre. Ratri ke samay aag ko dudh se bujhao. Bav yeh hai ki agni roop surya ko uske mitra dudh roop chandrma ki shayta prapat hogi. Isi prakar surya ke saptam bhav me sthiti ke dasha parinami ki nirakritu ke liye ek or totka hai, vyakti muh me mitha dalkar uppar se pani piya kre. 

* Yadi surya dasham bhav me ho or pidit hokar apni sambandhit vastuo aadi dvara kashat pahucha rha ho to ye upay upyog kre. Chalte huye pani me tambe ka paisa beha dena sahayak hoga. 

* Chandrma se chandi ka samband sarvatr mana gya hai. Jab chandrma Kundli ke kisi bhav me bethkar apne se sambandhit vastuyo dvara kashat de rha ho, jaise mata bimar ho athva jatak ko mansik chinta ya nirblta ho, fefdo ka koi rog ho, dhannash ho rha ho to chandi ko dariya me bha dena Chandra sambandhit kashto ka nivaran krne vala hoga. Chandrma jab ashubh fal de rha ho to ek totka yeh hai ki raat ko dudh ya pani ka ek bartan sirhane rakhkar so jaye or subah kikar ke ped par dal de. 

* Chandrma ka pani. Dudh or chandi aadi ka sambandh mana gya hai. Devtao me shiv ka is greh se sambandh mana gya hai,isliye chandrma jab bhi kashat de rha ho to shiv bhagwan ki jal, dudh aadi dvara puja labhprad mani gyi hai. 

* Chandrma yadi lagan me sthit hokar anishatkari sidh ho rha ho to dudh nahi bechna chahiye. Jatak ko prakritik jal, chawal, chandi aadi chandrma ki vastuao ka dharan krna chahiye. 

Ye to thay kuch upay surya or chadrma ke liye. Agar in upayo ke bare me ya greho ke dosho or prabhavo ke bare me or adhik jankari ki iccha rkhte hai to app hmare vashikaran specialist se bat kar skte ho. +91-76000-00069

No comments:

Post a Comment